© V.Ravi Kumar. All rights reserved.

Page copy protected against web site content infringement by Copyscape

Friday, November 15, 2013

ab paanch saal ke liye paagalo.n ko hukumat karne deejiye

Film : Pratighat
Year of release : 1987
Spoken by : Karamveer (Nana Patekar)
Spoken to : Election officer (Unknown)
Dialogue writer : Jalees

Karamveer was an honest constable who arrests the local goon Kaali (Charan Raj) in a smuggling case. Kaali comes out and abducts Karamveer's wife. She is raped and murdered by Kaali. Karamveer loses his mental balance and becomes a mad cop who find solace in regulating the town's traffic. When Kaali announces his nomination for the election, Karamveer lands up at the election office to file his nomination. This is the exchange between him and the polling officer.
"main chunaav ladnaa chaahtaa hoon kaali ke khilaaf. ye rahee meri arzii."
Polling officer (PO) : "baahar jaao"
Karamveer : "kyun jaaoon?"
PO: "kyonki paagal chunaav naheen laD sakte"
Karamveer : "duniya kee har mahaan hasti ko logon ne pahle paagal hee samjhaa hai. aapki koi galati naheen hai . {PO pushes him at this point} dhakka mat maaro. agar main kal mantri ho gayaa to inheen haathon se salaam karnaa padega."
PO : "Prakaash havaldaar ko bulaao."
Karamveer : "haan bulaao bulaao woh to sab mere saathi hain."
Then he takes a pause and comes up with this great line. It left a great impression on me as a kid. Putting it up on this blog now.  
"ek baat bataaoo.n. aaj tak buddhimaan logo.n ne raaj kar ke janata ko hamesha paagal banaa diyaa hai. hain... hai naa? ab paanch saal ke liye paagalo.n ko hukumat karne deejiye. sirf paanch saal. phir dekho chaaro.n taraf shanti hee shaanti."

With non traditional options coming up on the Indian electoral front too, this can be a very convincing appeal for people to vote for them (if all else fails) :).
 

No comments:

Post a Comment